google.com, pub-4370368016854907, DIRECT, f08c47fec0942fa0

01/04/2015

TAMREY KABOOTER

                                               **     TAMREY  KABOOTER     **
Ye kabooter khas tor par indian nasal k hain ye kabooter mukamal tor per surkh hotey  hain  ye  kabooter parwaz  me lajawab hotey hain
in me a1 kabooter ki khasusiat darj zail hain
1-sir chora chonch darmiani surkh
2-garden moti r darmiani
3-sina  darmiana  per dum tak dum choti r bund
4-tangain dermiani punjey surkh r nail brown
                                                                  ( imtiaz baig )

18/03/2015

04/03/2015

Missy Kabootar

**missy kabooter**
ye kabooter khalis qasoor k mistry khandan  mistry deen ki nasal ha missy kabooter jaldar hotey hain 
jesy kaley jaldar lakin in per jo jal bana hota ha wo halka lal shade deta ha r garden me b halki lali ati ha 
ye kabooter perwaz r akal me lajawab hotey hain r mistry deen k gher ye nasal 25 se 30 sal tak perwaz krti rahi ha-
kabooter ka jism mazboot sina chora hona chahiye sina ki hadi bahir ki janib ubri hui ho 
kunda bareek ho us pa gosht kam ho per dum tak
r gardan halki lal shade r jal b lal shade deta ho gardan thori moti
chonch momi r lal shade deti ho panjay k nakhun ziada kaley na hon
 ankh ki putli thori moti putli k gird halka siya ring r ankh ki zameen halki matalic
jis pa badami rang k zaraat hon

Imam Din Kabootar

Gharhi murhi pigeons

Suleman Waseem From Dubai

02/03/2015

Motiyaan Walay Pigeons

Lal Siry Kabootar

KHATANG KABOOTER

KAMAGAR KABOOTER

NEEL DUMEY KABOOTER

Golden Pigeons

Ferozpuri Pigeons

Dubai Pigeons




Dab waley

Sialkoti Choohay Pigeons